Maahi Ve
A.R. Rahman
4:01Ae saala, abhi-abhi hua yaqeen Ki aag hai mujhmein kahin Hui subah, main jal gaya Sooraj ko main nigal gaya Roobaroo roshni Roobaroo roshni hai Jo gumshuda (jo gumshuda) sa khwaab tha Woh mil gaya (woh mil gaya), woh khil gaya Woh loha tha (woh loha tha), pighal gaya Khincha-khincha (khincha-khincha), machal gaya Sitar mein (sitar mein) badal gaya Roobaroo roshni Roobaroo roshni hai Dhuan chhanta, khula gagan mera Nayi dagar, naya safar mera Jo ban sake tu humsafar mera Nazar mila zara Dhuan chhanta, khula gagan mera Nayi dagar, naya safar mera Jo ban sake tu humsafar mera Nazar mila zara Aandhiyon se jhagad rahi hai lau meri Ab mashaalon si badh rahi hai lau meri Naam-o-nishaan (pa-pa-pa) rahe-na-rahe (ra-pa-pa-pa) Ye kaarvaan (ra-pa-pa-pa-pa-pa) rahe-na-rahe Ujaale main (ra-pa-pa-pa) pee gaya Roshan hua (ra-pa-pa), jee gaya, kyun sehte rahein? Roobaroo roshni Roobaroo roshni hai Dhuan chhanta, khula gagan mera Nayi dagar, naya safar mera Jo ban sake tu humsafar mera Nazar mila zara Roobaroo roshni Roobaroo roshni hai Ae saala Ae saala Ae saala