Iktara
Amit Trivedi
4:14Khoyi-khoyi si hoon main Kyun ye dil ka haal hai Dhundli saari khwaab hai Ulja har khayaal hai Saari kaliyaan murjha gayi Rang unke yaadon mein reh gaye Saare gharonde ret ke Lehrein aayi, lehron mein beh gaye Raah mein kal kitni chirag the Saamne kal phoolon ki baag thi Kis se kahoon, kaun hai jo sune Kaante hi kyun maine hai chune Sapne mere kyun hai kho gaye Jaage hain kyun dil mein gumm naye Saari kaliyaan murjha gayi Rang unke yaadon mein reh gaye Saare gharonde ret ke Lehrein aayi, lehron mein beh gaye Na, na, na, na, na, na (na, na, na, na, na, na) Na, na, na, na, na, na (na, na, na, na, na, na) Kya kahoon, kyun yeh dil udaas hai Ab koi door hai, na paas hai Chhoo le jo dil, woh baatein ab kahan Woh din kahan, raatein ab kahan Jo beeta kal, hai ab khwaab sa Ab dil mera hai betaab sa Saari kaliyaan murjha gayi Rang unke yaadon mein beh gaye Saare gharonde ret ke Lehrein aayi, lehron mein beh gaye Beh gaye