Sath Ho
Arif Khan Music
3:21Kuch din se Hum na miley Kuch din se Ye fasaale Kuch din se Anjaan kyu Kuch din se Kuch din se Hum na miley Kuch din se Ye fasaale Kuch din se Anjaan kyu Kuch din se Kuch din se hai baat meri band Kuch din se ye sath ni pasand Pata nahi kis baat ka gamand Love at first sight pr akh meri band Bina dekhe mehsoos karu sab mai Vishwas jaise rab mai Usse feel karu usse heal karu Uske sath anxiety ko Bata kaise deal karu? Mujhe pata hai ye raasta asaan nahi Mujhe pata usse mila koi insaan nahi Jisey karey trust, wahi karey nasht Thode poori ummedo hota Kisipe vishwaas nahi Tu akela kisse kam nahi Kyu ab ati koi sharam nahi Bech khaye izzat aur imaan ye insaan Ye shaitaan ye koi bezubaan nahi Shhh Khamoshi hai chayi fizaao me Kato pe chale in rahoo me Mila sukoon teri bahao me Zhakam bhareh in ghaoo ke Dhoop me khade tum chaoo the Is sheher me yaadoo ko paoge Ab dil ka haal kisse bataoge Gunje tanhaiyo me awaaze teri Tasvero me kaid saari yaade teri Kho chuka hu mai tu panaah hai meri Jeraha hu mai pr hai saase teri Kuch din se Hum na miley Kuch din se Ye fasaale Kuch din se Anjaan kyu Kuch din se Hum na miley Kuch din se Ye fasaale Kuch din se Anjaan kyu Kuch din Se Ye doori majboori hai teri bina Sham adhuri teri bina Hatho me khushboo hai tere heena Mehkha saamaa tera aneh se Mane nahi tu manane se Kya farak padey mere gaane se Badal na sikha zamane se Pyaar aur izzat kamane se Mila na dilko sukoon Bas mili tanhayi me tu Mai puchu tu ayi hai kyu Kya tuneh bhi mehsoos Is dard ka piya ghoot Toh mujhse na aisey tu root Mai bolo sach lage wo jhoot Kya ismeh hai mera kasoor Gunje tanhaiyo me awaaze teri Tasvero me kaid saari yaade teri Kho chuka hu mai tu panaah hai meri Jeraha hu mai pr hai saase teri Kuch din se Hum na miley Kuch din se Ye fasaale Kuch din se Anjaan kyu Kuch din se Kuch din se Hum na miley Kuch din se Ye fasaale Kuch din se Anjaan kyu Kuch din se Kuch din se Hum na miley Kuch din se Ye fasaale Kuch din se Anjaan kyu Kuch din se