Suno Na
Arjun Kanungo
3:00(Jaana, jaana) (Jaana, jaana) Dil yeh haareya tujh pe, jaaneya Mainu rehna tere hi kol Asar yeh, haaneya, tera sar chadheya ve Saare din, har roz Jhoothe yeh waade rakh, thodi wafa de Jaane hum chaalein teri sab Farebi iraade, hum poore se aadhe Armaan jo bhi chhaye the ab Ghabrao na, piya (jaana, jaana) Ho, mere saathiya (jaana, jaana) Wafayein jo tum dena sake Na chahenge phir bepanah Ghabrao na, piya Gairon se kya shikayatein karein hum? Jo apnon se dagha mili Faasle aa milein baar-baar toh Hain phir dooriyan sahi Galti manzoor, na par dhokha gawara Nazrein churate ho tum iss tarah Karte ho tum, aur bewafa yeh zamana Tere qisse sune hain har jagah Ghabrao na, piya (jaana, jaana) Ho, mere saathiya (jaana, jaana) Wafayein jo tum dena sake Na chahenge phir bepanah (oh) Ghabrao na, piya (jaana, jaana) Ho, humdum, sohneya (jaana, jaana) Nishaniyan mere naam ki Satayengi tumko sada, haan Ghabrao na, piya