Nahin Milta
Bayaan
4:46Bhaago duur yahan se, jahan apni aag jalayein Yeh milayegi tumhein tumse Bhaago duur yahan se, samandaron ki sada se Yeh dubayengi tumhein Aao jhoomein, dil se choomein aasmaan ko Tum aur main ek honge, maan lo Aao doobein, hans ke koodein angaar mein Tum aur main ek honge pyaar mein Baadal barse, bheege, hum bheege Dariya hum, jaise bin saahil ke Baadal barse, boondon mein doobe Sehra bheege, bheege, hum bheege