Tu Har Lamha (From "Khamoshiyan")
Bobby-Imran
4:33Tumhaare liye ik shaam likh toh dun Khaali panno pe tera naam likh toh dun Tumhaare liye ik shaam likh toh dun Khaali panno pe tera naam likh toh dun Teri khamoshiyon ko lab apne pehle le toh dun Teri tasveer mein kuchh rang apne pehle bhar toh dun Subhan-Allah Subhan-Allah Subhan-Allah (Subhan-Allah) Subhan-Allah (Subhan-Allah) Dil ye mera woh musafir hai Kisi ek jagah pal-bhar na ruke Par shayad tum tak aake Do pal ye chain ki saansein le Maana, mera koi haq nahi tum par Main jaan ke ye gunaah kar bhi toh dun Subhan-Allah Subhan-Allah Subhan-Allah (Subhan-Allah) Subhan-Allah (Subhan-Allah) Oh, aadhe se the sabhi khwaab mere Tere aane se ho gaye poore Sehme se in jazbaaton ko Teri "haan" sun ke hausle mil gaye Maana, ye pal beet jaayenge kal Is pal ko main jee-bhar ke jee bhi toh loon Subhan-Allah (Subhan-Allah) Subhan-Allah (Subhan-Allah) Subhan-Allah (Subhan-Allah) Subhan-Allah (Subhan-Allah)