Ik Mein Hi Naheen
Milad Raza Qadri
4:41Zahra paak kay sadqay, hum ko Taiba mein bulwana Ey Hasnain ke Nana, Ey Hasnain ke Nana Ey Hasnain ke Nana, Ey Hasnain ke Nana Aap ke dar ka houn mein bhikari, Aap hain mere data Saray rishtay natoon say hai pyara apna nata Aap to hain, aata hai jinko sabh ki laaj nibhana Ey Hasnain ke Nana, Ey Hasnain ke Nana Ey Hasnain ke Nana, Ey Hasnain ke Nana Bay saya hain lekin do jag per hai app ka saya Arsh e Muala bana muhala deed ko Rab ne bulaya Hash e Talaq na ho ga aisa aana jana Ey Hasnain ke Nana, Ey Hasnain ke Nana Ey Hasnain ke Nana, Ey Hasnain ke Nana Saj gayi hai milad ki mehfil, kiya hai khoob nazara Kaif o masti mein dooba hai dekho aalam sara Dhoond rahi hai, Aap ki rehmat bakhshish ka bahana Ey Hasnain ke Nana, Ey Hasnain ke Nana Ey Hasnain ke Nana, Ey Hasnain ke Nana Nisbat ka faizan hai dekho Khadim e Ghous e Jali houn Kerta hai mujh pe naaz zamana, mein Ousaf e Ali houn App ki aal ke dar ka sad houn sa'il houn purana Ey Hasnain ke Nana, Ey Hasnain ke Nana Ey Hasnain ke Nana, Ey Hasnain ke Nana Zahra paak kay sadqay hum ko Taiba mein bulwana Ey Hasnain ke Nana, Ey Hasnain ke Nana Ey Hasnain ke Nana, Ey Hasnain ke Nana