Teri Ummat Kay Zevar Pehan Kar
Mir Hasan Mir
4:12Haye alamdaar, haye alamdaar Haye alamdaar, haye alamdaar Karte hai matam haram abbas ka Hogaya marna sitam abbas ka Karte hai matam haram abbas ka Hogaya marna sitam abbas ka Karte hai matam haram abbas ka Hogaya marna sitam abbas ka Karte hai matam haram abbas ka Hogaya marna sitam abbas ka Haye alamdaar, haye alamdaar Haye alamdaar, haye alamdaar Haye alamdaar, haye alamdaar Kehte the qamar thaam ke ye sayyede abraar Haye alamdaar, haye alamdaar Haye alamdaar, haye alamdaar Ye haal hai laashe ka sambhala nahi jaata (sambhala nahi jaata) Teer aankh se bhai ki nikala nahi jaata (nikala nahi jaata) Imdaad ko aajaiye ya haider e qarrar Haye alamdaar, haye alamdaar Haye alamdaar, haye alamdaar Zainab ne teri aas pe chhoda tha madina (chhoda tha madina) Mai kaise batau use saqqaye sakina (saqqaye sakina) Mara gaya zainab teri chadar ka nigehdaar Haye alamdaar, haye alamdaar Haye alamdaar, haye alamdaar Tum qatl hue hum pe bhi chal jayegi shamsheer (chal jayegi shamsheer) Aghyaar mein reh jaegi tanha meri hamsheer (tanha meri hamsheer) Zainab ki rida bachne ke baaqi nahi aasaar Haye alamdaar, haye alamdaar Haye alamdaar, haye alamdaar Jis tarha se ghar laye the masjid se Ali ko (masjid se Ali ko) Us tarha se le jayenge khaime mein jari ko (khaime mein jari ko) Akbar mere bhai ka janaza karo tayyar Haye alamdaar, haye alamdaar Haye alamdaar, haye alamdaar Bazu bhi qalam hogaye ae bazu e shabbir (ae bazu e shabbir) Tukde hai badan aankh mein paywast hua teer (paywast hua teer) Kisne ye meri maa ki duao'n pe kiya waar Haye alamdaar, haye alamdaar Haye alamdaar, haye alamdaar Aati hai sada loot lo namoos e nabi ko (namoos e nabi ko) Ab maarna aasa'n hai Hussain ibn e ali ko (Hussain ibn e ali ko) Marne pe tere jashn manate hai sitamgaar Haye alamdaar, haye alamdaar Haye alamdaar, haye alamdaar Akbar hume mushkil se bohot laaye hai bhai (bohot laaye hai bhai) Maidaan mein girte hue hum aaye hai bhai (hum aaye hai bhai) Aakhein to zara kholo mere munis o ghumkhwaar Haye alamdaar, haye alamdaar Haye alamdaar, haye alamdaar Ek baat tumhein karb ki batlata hu bhaiyya (batlata hu bhaiyya) Jab bhi koi masuma ke marega tamacha (marega tamacha) Ro ro ke pukaregi sakina tumhe har baar Haye alamdaar, haye alamdaar Haye alamdaar, haye alamdaar Tha mir takallum yehi shabbir ka nauha (yehi shabbir ka nauha) Jaate hue pura karo armaan hamara (armaan hamara) Aye bhai hume bhai pukaro zara ek baar Haye alamdaar, haye alamdaar Haye alamdaar, haye alamdaar Kehte the qamar thaam ke ye sayyede abraar Haye alamdaar, haye alamdaar Haye alamdaar, haye alamdaar