Assubhu Bada
Mohamed Tarek
4:12Humne Aankhon se dekha nahi hai Magar Humne Aankhon se dekha nahi hai Magar Unki Tasveer seene mein maujood hai Jisne laa kar Kalaame Ilaahi diya Jisne laa kar Kalaame Ilaahi diya Wo Muhammad Madine mein Moujud hai Phool khilte hein pad kar ke Salle Ala Phool khilte hein pad kar ke Salle Ala Jhoom kar keh rahi hai ye baad-e-sabaa Aisi Khushbu Chaman ke Ghulon mein kahaan Aisi Khushbu Chaman ke Ghulon mein kahaan Jo Nabi ke Pasine mein Moujud hai Humne Aankhon se dekha nahi hai Magar Humne Aankhon se dekha nahi hai Magar Unki Tasveer seene mein maujood hai Jisne laa kar Kalaame Ilaahi diya Jisne laa kar Kalaame Ilaahi diya Wo Muhammad Madine mein Moujud hai Hamne maana ke Jannat bahot hai haseen Hamne maana ke Jannat bahot hai haseen Chhod kar Ham Madina na jaye.n kahin Yun to Jannat mein sab hai Madina nahin Yun to Jannat mein sab hai Madina nahin Aur Jannat Madine me.n Moujud hai Humne Aankhon se dekha nahi hai Magar Humne Aankhon se dekha nahi hai Magar Unki Tasveer seene mein maujood hai Jisne laa kar Kalaame Ilaahi diya Jisne laa kar Kalaame Ilaahi diya Wo Muhammad Madine mein Moujud hai Chhodna Tera Tayba Gawaara Nahin Chhodna Tera Tayba Gawaara Nahin Saare Aalam Mein Aesa Nazaara Nahin Aesa Manzar Zamaane Mein Dekha Nahin Aesa Manzar Zamaane Mein Dekha Nahin Jaisa Manzar Madine Mein Maujud Hai Humne Aankhon se dekha nahin hai Magar Humne Aankhon se dekha nahin hai Magar Unki Tasveer seene mein maujood hai Jisne Laakar Kalaame Ilaahi Diya Jisne Laakar Kalaame Ilaahi Diya Wo Muhammad Madine Mein Maujud Hai