Na Kar Deewana
Mustafa Zahid & Roxen
5:20Ho ho ho ho ho. Ho ho ho ho ho. Maula mere tu humsafar Baaqi yahaan saathi kahaan Pairon mein hai teri zameen Sar pe tera aasmaan O ho chal pada main toh chal pada Main toh chal pada, main chala Na nana na Na nana na Na nana na na ra na. Maana jeene ko kuch nahin Phir bhi khush hai ye zindagi Sach honge apne khwaab yeh Aankhon ko itna hai yaqeen Aankhon ko itna hai yaqeen Maula mere, Teri nazar, Yunhi rahe, Meherbaan Pairon mein hai teri zameen Sar pe tera aasmaan O ho chal pada main toh chal pada Main toh chal pada main chala Na nana na Na nana na Na nana na na ra na. Mushqil ho chaahe raasta haan. Kar lenge tay hum faasla aa. Kadmon ko mill hi jaayega Manzil ka jo bhi hai pata. Manzil ka jo bhi hai pata Maula mere yeh zindagi Teri hi toh hai daastaan Pairon mein hai teri zameen Sar pe tera aasmaan O ho chal pada main toh chal pada Main toh chal pada main chala Na nana na Na nana na Na nana na na ra na. O ho Chal pada main toh chal pada Main toh chal pada main chala Na nana na Na nana na Na nana na na ra na.