Bediyaan
Praagya
3:12If you say it, then you mean it Tere lafzon ki khataa Chalakhiyaan pata Mujhe lagi hai yeh hawaa Hazaro mein dikhi hai saadagi Na lekin tujh sa sarphira Meri aashiqui ka faeda uthaya hai gaya Lubhaya hai gaya Mujhe rulaya hai gaya Kyun Leja mera tu Kareja mera tu Jaanu kaise sar-dard tha Ya marham tha tu jaana Pal bhar mein tha Ya lamha tera anjana (Tu) Tu You know its hard being me Abhi toh saans li thi Utne mein haath tune thaama Kaha gunhegaar hun please hold me Please know I'm not being mean I need some space to breathe Lagti ho khoob lekin mujhe neend aati When the bed's empty Oh (Yeh bata de mujhe kyun mein hun tera Teri baatein kyun lage hain bewafa Yeh bata de mujhe kyun mein hun tera Teri baatein kyun lage hain bewafa) Keh du mein sar aakhon pe tera Jaane yeh hawale hai khuda bhi kar diya Par hogi na kabhi bhi voh subah Ke kholi tune aakhein aur mein tere hi yahaan Leja mera tu Kareja mera tu (Kareja mera leke tu ja) Jaanu kaise sar-dard tha Ya marham tha tu jaana Pal bhar mein tha Ya lamha tera anjana (Tu) Tu..