Janam Janam
Pritam
3:58Dhoop se nikal ke, chhanv se phisal ke Hum mile jahan par, lamha tham gaya Aasmaan pighal ke, sheeshe mein dhal ke Jam gaya toh tera chehra ban gaya Duniya bhula ke tum se mila hoon Nikli hai dil se ye dua Rang de tu mohe gerua Ranjhe ki dil se hai dua Rang de tu mohe gerua Haan, nikli hai dil se ye dua Ho, rang de tu mohe gerua Ho, tum se shuru, tum pe fana Hai sufiyana ye daastaan Main kaarvaan, manzil ho tum Jaata jahan ko har raasta Tum se juda jo dil zara sambhal ke Dard ka woh saara kohra chhan gaya Duniya bhula ke tum se mila hoon Nikli hai dil se ye dua Rang de tu mohe gerua Ho, Ranjhe ki dil se hai dua Rang de tu mohe gerua Oh, veeraan tha dil ka jahan Jis din se tu daakhil hua Ek jism se ek jaan ka Darja mujhe haasil hua Haan, pheeke hain saare naate jahan ke Tere saath rishta gehra ban gaya Duniya bhula ke tum se mila hoon Nikli hai dil se ye dua Rang de tu mohe gerua Ranjhe ki dil se hai dua Rang de tu mohe gerua Haan, nikli hai dil se ye dua Oh, rang de tu mohe gerua