Safar (From "Jab Harry Met Sejal")

Safar (From "Jab Harry Met Sejal")

Pritam

Длительность: 6:06
Год: 2017
Скачать MP3

Текст песни

Ab na mujhko yaad beeta
Main toh lamhon mein jeeta
Chala jaa raha hoon
Main kahaan pe ja raha hoon
Kahaan hoon?
Iss yaqeen se main yahan hoon

Ki zamana yeh bhala hai
Aur jo raah mein mila hai
Thodi door jo chala hai
Woh bhi aadmi bhala tha
Pata tha, zara bas khafa tha

Wo bhatka sa raahi mere gaanv ka hi
Wo rasta puraana jise yaad aana zaroori tha
Lekin jo roya mere bin, wo ek mera ghar tha
Purana sa darr tha
Magar ab na main apne ghar ka raha

Safar ka hi tha main, safar ka raha, oh-oh, oh-oh
Idhar ka hi hoon, na udhar ka raha
Safar ka hi tha main, safar ka raha
Idhar ka hi hoon, na udhar ka raha
Safar ka hi tha main, safar ka raha

Main raha, oh-oh
Ooh, main raha
Main raha

Meel pattharon se meri dosti hai
Chaal meri kya hai, raah jaanti hai
Jaane rozana, zamana wohi rozana
Shehar-shehar fursaton ko bechta hoon
Khaali haath jaata, khaali laut'ta hoon
Aise rozana, rozana khud se begana

Jab se gaanv se main shehar hua
Itna kadva ho gaya ki zehar hua
Main toh rozana
Na chaaha tha yeh ho jaana maine

Ye umr, waqt, raasta, guzarta raha
Safar ka hi tha main, safar ka raha
Idhar ka hi hoon, na udhar ka raha
Safar ka hi tha main, safar ka raha
Idhar ka hi hoon, na udhar ka raha
Safar ka hi tha main, safar ka raha

Main raha
Ooh, main raha, whoa-oh-oh

Main raha
Main raha
Main raha
Main raha
Main raha
Ooh, main raha
Main raha
Ooh, main raha
Main raha
Main, main raha
Main raha

Safar ka hi tha main, safar ka raha