Dooriyan
Pritam
5:38Tere bina main kya re, hun saanson se juda re Ruan-ruan hai tu, bas tu, piya Hai Rabb ki raza tu, jo mujhko mila re Hawaon sa sukoon hai tu, piya Tune mujhko pukara yun Main chala aaya baahon mein Katt jayein teri chaaon mein Saare din, yeh saari ratiyaan Ke jab tu, sajan, mere paas hai Kuch aur na chahein akhiyaan Tu hi safar, tu hi meri talaash hai Kuch aur na chahein akhiyaan Tu hai dua meri, jo poori huyi Main toota tara hun Main pichle janam tera hi tha Is janam bhi dobara rahoon Ke jab tu, sajan, mere paas hai Kuch aur na chahein akhiyaan Ki tere sang laagi akhiyaan Raatein hain kayi jaagi akhiyaan Tujhi mein paya Rabb ko maine Ho gayi bairaagi akhiyaan Ki tere sang laagi akhiyaan Raatein hain kayi jaagi akhiyaan Tujhi mein paya Rabb ko maine Ho gayi bairaagi akhiyaan Ho, ishq ki dhoop chehre pe Chhanke tere jo mehki hai Jag rahi hain Diwali si Mere dil ki saari ratiyaan Ke jab tu, sajan, mere paas hai Kuch aur na chahein akhiyaan Tu hi safar, tu hi meri talaash hai Kuch aur na chahein akhiyaan Dhuan-dhuan dhal gaya Paani mein utar gaya Jab se hai paya tujhe Dil mein basaya tujhe Nadiya, nazaron mein tu Ik hi hazaron mein tu Khudse juda na karun Kabhi main, Khudaya, tujhe Sajde, sawabon mein Ishq waale khwabon mein Dheeme-dheeme behta hai tu Tu hai dua meri, jo poori huyi Main toota tara hun Main pichhle janam tera hi tha Is janam bhi dobara rahoon Ke jab tu, sajan, mere paas hai Kuch aur na chahein akhiyaan