Jagdamba Ghar Me
Swati Mishra
3:30Kyon chalti hai pavan Kyon jhume hai gagan Kyon machalta hai mann Na tum jano na hum Na tum jano na hum Kyon aati hai bahaar Kyon lutta hai karaar Kyon hota hai pyaar Na tum jano na hum Na tum jano na hum B R E A K Ye madhoshiyaan ye tanhaiyaan Tasabur mein hai kiski parchhaiyaan Ye bhiga samaan umangein jawaan Mujhe ishq le ja raha hai kahaan Kyon gum hai har disha Kyon hota hai nasha Kyon aata hai mazaa Na tum jano na hum Na tum jano na hum B R E A K Dhadakta bhi hai tadapta bhi hai Ye dil kyon achanak behakta bhi hai Mehakta bhi hai Chahakta bhi hai Ye dil kya vafa ko samajhta bhi hai Kyon milti hain nazar Kyon hota hai asar Kyon hoti hai sahar Na tum jano na hum Na tum jano na hum Kyon chalti hai pavan Kyon jhume hai gagan Kyon machalta hai mann Na tum jano na hum Kyon aati hai bahaar Kyon lutta hai karaar Kyon hota hai pyaar Na tum jano na hum Na tum jano na hum