Qatal Gah E Imam Hussain A S

Qatal Gah E Imam Hussain A S

Syed Raza Abbas Zaidi

Длительность: 6:44
Год: 2025
Скачать MP3

Текст песни

Hussain walon suno, yeh hai qatl gaah Hussain, tarap raha tha yahi par Ali ke dil ka chehra, iss maqam pe Zahra yeh kar rahi thi.

Aray, na qatl kar meri godhi mein mera noor hai, yahaan tak suno, kaise Hussain aaya tha, lain kheench ke baalon se usko laaya tha.

Tamaach maar ke seene pe jab sawar hua, tarap ke reh gaye Shabbir, sirf itna kaha:

Aray utar ja seene se, zalim na zulm kar.

Yeh aisa hai mere seene pe, bas haq meri Sakina ka, yahaan pe aayi toh mar jaayegi.

Woh ro ro kar, aray Sakina dekh na le tujhko mere seene par.

Haaye kabhi badan pe woh khanjar se maar karta tha, kabhi Hussain ke zakhmon pe khaak daalta tha.

Phir apne paon se zakhmon ko jab masalta tha, Ali ka beta wahan baar baar martaa tha.

Ghareeb Zahra jab Abbas ko pukarta tha, lain daadh hi pakad kar tamaach maarhta tha.

Iss maqam se satar qadam thi door, behan pukartee rahi, nakat Shimer, sookha dahan, tu jaanta hai bohot door hai hamara watan.

Main le ke aaongi, iske liye kahaan se kafan, wahaan Hassan ko mile do kafan.

Main bhoolii nahi yahaan Hussain ki taqdeer mein ek kafan bhi nahi.

Zaban khushk hai, zakhmi hai uski, peshaani jawaan, bete ke qaatil ne maari ghaiber cheen.

Hazaroon zakhm yeh khaakar gira hai, thak ke abhi, hua hai garm zameen, tap rahi hai maqtal ki aur pi la de paani, Muhammad ka yeh nawazah hai.

Hai moo khula hua na jaana kitna pyaasa hai.

Ae rone walon, yeh dil tha samajh kar suno manzar, chali chhuri toh rakha haathman, ro ro kar gila samajh ke woh, gila samajh ke woh karta tha waar gun ke magar haan, zakhm aate rahe, Fatima ke haathon par, Hussain kehte the ama hatalao haath, ama gale pe chalne do, khanjar bachalo haath, ama, tarapte reh gaye maqtal mein dono maa betay, gale pe Shah ke zalim ne tera waar kiye.

Bayan haal ho Zeeshan aur Raza, kaise abhi tak tu bhan uth rahi thi, gir gir ke sar Hussain katta dekhna saki Zainab, aur zameen pe se gir jaise mar gayi Zainab.

Zameen pe se gir jaise mar gayi Zainab.