Le Chal Saaware
Agnee & Abbas Tyrewala
4:25Mehekma naya naya Khula mere shehar mein Bechta hai jo, Paani mein zeher Muqadama chala naya Tu aa mere shehar mein Bolne laga hun Teri shaan mein ghazal Kaali raat mein Nazaare bechta Wahi toh aaj hai Gunahon ka Khuda Tu ghot de gala mera Ae yaar kamm-akal Ke aaj mein jaha hun Hai mukaam bad-shakal Tu ghot de gala mera Ae yaar hum-shakal Ke bolne laga hun Teri shaan mein ghazal Kaali raat mein Sitaare bechta Wahi jo aaj hai Gunahon ka Khuda