Radhika Dulari
Indresh Upadhyay
6:42Mero man Vrindavan mein atko Mero man Hari-charanan mein atko Banke jogan dolat Braj mein... Banke jogan dolat Braj mein, peevat Yamuna jal ko Mero man Vrindavan mein atko Mero man Hari-charanan mein atko Mero mujhmein kuchh na, Mohan Teri mitti, tero kan-kan Mero mujhmein kuchh na, Mohan Teri mitti, tero kan-kan Vrindavan ki Kunj-galiyan mein... Vrindavan ki Kunj-galiyan mein mil jao, prabhu, mujhko Mero man Vrindavan mein atko Mero man Hari-charanan mein atko Is jogan ke tum ho saajan Karna hai sab aatm-samarpan Is jogan ke tum ho saajan Karna hai sab aatm-samarpan Ant samay aanand mile mohe... Ant samay aanand mile mohe, bas venu ke ras ko Mero man Vrindavan mein atko Mero man Hari-charanan mein atko Yaad mein tori bhayi baanwari Sudh lo mori, Kunj Bihari Yaad mein tori bhayi baanwari Sudh lo mori, Kunj Bihari Ab aao, mere praan-pyaare... Ab aao, mere praan-pyaare, apnaao ya jan ko Mero man Vrindavan mein atko Mero man Hari-charanan mein atko Banke jogan dolat Braj mein... Banke jogan dolat Braj mein, peevat Yamuna jal ko Mero man Vrindavan mein atko Mero man Hari-charanan mein atko (Girdhar Naagar, Natwar Naagar, tarse mero man) (Kheenche mero dhyaan, bulaave tero Vrindavan) (Barse naina, bairi raina, kab doge darshan?) Girdhar Naagar (Yamuna tat pe ek din mujhko mil jao, Mohan) Girdhar Naagar