Bole Chudiyan
Jatin-Lalit
6:49(Banno ki mehandi kya kehna) (Banno ka joda kya kehna) (Banno lage hai phulon ka gahanaa) (Banno ki aankhein kajaraari) (Banno lage sabse pyaari) (Banno pe jaaoon main waari-waari) Banno ki saheli resham ki dori Chhup-chhup ke sharamaye, dekhe chori-chori Banno ki saheli resham ki dori Chhup-chhup ke sharamaaye, dekhe chori-chori Ye maane ya naa maane, main to is pe mar gaya Ye ladki, haye, allaah (Haye-haye, re, allaah) Ye ladki, haye, allaah (Haye-haye, re, allaah) Babul ki galiyaan na chhadke jaana Paagal, deewaanaa, isko samajhaana Babul ki galiyaan na chhadke jaana Paagal, deewaanaa, isko samajhaana Dekho ji, dekho, ye to mere peechhe pad gaya Ye ladka, haye, allaah (Haye-haye, re, allaah) Ye ladka, haye, allaah (Haye-haye, re, allaah) Lab kahein naa kahein, bolti hai nazar Pyaar nahin chhupataa, yaar, chhupaane se (Pyaar nahin chhupataa, yaar, chhupaane se) Haan, roop ghunghat mein ho to suhaana lage Baat nahin banati, yaar, bataane se Ye dil ki baatein dil hi jaane, ya jaane khuda Ye ladki, haye, allaah (Haye-haye, re, allaah) Ye ladka, haye, allaah (Haye-haye, re, allaah) Sajnaa Maangne se kabhi haath milata nahin Jodiyaan banati hain pehle se sabaki (Jodiyaan banati hain pehle se sabaki) Ho, leke baraat ghar tere aaunga main Meri nahin, ye to marzi hai rab ki Are, jaa re, jaa, yoon jhoothi-moothi baatein naa bana Ye ladka, haye, allaah (Haye-haye, re, allaah) Ye ladka, haye, allaah (Haye-haye, re, allaah) Banno ki saheli resham ki dori Chhup-chhup ke sharamaaye, dekhe chori-chori Babul ki galiyaan na chhadke jaana Paagal, deewaanaa, isko samajhaana Ye maane ya naa maane, main to is pe mar gaya Ye ladki... Ye ladki, haye, allaah (Haye-haye, re, allaah) Ye ladka, haye, allaah (Haye-haye, re, allaah) Hey, ye ladki, haye, allaah (Haye-haye, re, allaah) Ye ladka, haye, allaah (Haye-haye, re, allaah)