Janam Janam
Arijit Singh
3:59Paas aaye, dooriyaan phir bhi kam na huyi Ek adhoori si hamari kahani rahi Aasmaan ko zameen yeh zaroori nahin Jaa mile, jaa mile Ishq sachcha wahi jisko milti nahin Manzilein, manzilein Rang the, noor tha, jab qareeb tu tha Ek jannat sa tha yeh jahaan Waqt ki ret pe kuch mere naam sa Likh ke chhod gaya tu kahaan? Hamari adhuri kahani Hamari adhuri kahani Hamari adhuri kahani Hamari adhuri kahani Khushbuon se teri yoon hi takra gaye Chalte-chalte, dekho na, hum kahaan aa gaye Jannatein 'gar yahin, tu dikhe kyun nahin? Chaand-sooraj sabhi hain yahaan Intezaar tera sadiyon se kar raha Pyaasi baithi hai kab se yahaan Hamari adhuri kahani Hamari adhuri kahani Hamari adhuri kahani Hamari adhuri kahani Pyaas ka yeh safar khatam ho jaayega Kuch adhoora sa jo tha, poora ho jaayega Jhuk gaya aasmaan, mil gaye do jahaan Har taraf hai milan ka samaan Doliyaan hain saji, khushbuyein har kahin Padhne aaya Khuda khud yahaan Hamari adhuri kahani Hamari adhuri kahani Hamari adhuri kahani Hamari adhuri kahani