Saiyaara (Movie: Saiyaara)
Faheem Abdullah
6:11Ae humnava, mujhe apna bana le Sookhi padi dil ki is zameen ko bhiga de Hmm, hoon akela, zara haath badha de Sookhi padi dil ki is zameen ko bhiga de Kab se main dar-dar phir raha Musafir dil ko panaah de Tu aavaargi ko meri aaj thehra de Ho sake toh thoda pyaar jata de Sookhi padi dil ki is zameen ko bhiga de Murjhaai si shaakh pe dil ki, phool khilte hain kyun? Baat gulon ki, zikr mehek ka achchha lagta hai kyun? Un rangon se tune milaya Jinse kabhi main mil na paaya Dil karta hai tera shukriya Phir se bahaarein tu laa de Dil ka soona banjar mehka de Sookhi padi dil ki is zameen ko bhiga de Hmm, hoon akela, zara haath badha de Sookhi padi dil ki is zameen ko bhiga de Waise toh mausam guzre hain zindagi mein kayi Par ab na jaane kyun mujhe woh lag rahe hain haseen Tere aane par jaana maine Kahin-na-kahin zinda hoon main Jeene laga hoon main ab ye fizayein Chehre ko chhooti hawayein Inki tarah do qadam toh badha le Sookhi padi dil ki is zameen ko bhiga de Ho, hoon akela, zara haath badha de Sookhi padi dil ki is zameen ko bhiga de