Rab Jaane

Rab Jaane

Kamal Khan, Alka Yagnik, Anand Raj Anand, And Dev Kohli

Альбом: Jo Bole So Nihaal
Длительность: 4:39
Год: 2005
Скачать MP3

Текст песни

Roz Roz Ki Mauj Hai Yehi Tamasha Roz Hai

Roz Roz Ki Mauj Hai Yehi Tamasha Roz Hai
Sab Deewane Hai Duniya Me Sabki Apni Khoj Hai
Kya Hai Rab Jane Maula Sab Jaane
Roz Roz Ki Mauj Hai Yehi Tamasha Roz Hai
Sab Deewane Hai Duniya Me Sabki Apni Khoj Hai
Kya Hai Rab Jaane Maula Sab Jaane
Mast Aalam Mast Dum Uspe Hum Madhosh Hai

Mast Aalam Mast Dum Uspe Hum Madhosh Hai
Josh Hai Utna Hi Dil Mein
Jitne Hum Khamosh Hai
Kabhi Kabhi Madhoshi Toofan Utha Deti Hai
Anjane Mein Dil Ko Manjil Ka Pata Deti Ihai
Kisi Ke Dil Mein Aag Hai To
Kisi Ke Dil Mein Sauj Hai
Kya Hai Rab Jaane Maula Sab Jaane
Husn Hai Jaam Hai Uspe Jalim Raat Hai
Husn Hai Jaam Hai Uspe Jalim Raat Hai
Hum Bhi Qatil Tum Bhi Qatil
Kya Gajab Ki Baat Hai
Kya Deewanapan Hai Kaisi Deewangi Hai
Kaisi Hai Betabi Ye Kaisi Bekhudi Hai
Maana Hosh Nahi Hai Phir Bhi
Dil Me Apne Josh Hai
Kya Hai Rab Jaane Maula Sab Jaane
Roz Roz Ki Mauj Hai Yehi Tamasha Roz Hai

Roz Roz Ki Mauj Hai Yehi Tamasha Roz Hai
Sab Deewane Hai Duniya Mein Sabki Apni Khoj Hai
Kya Hai Rab Jaane Maula Sab Jaane
Kya Hai Rab Jaane Maula Sab Jaane
Kya Hai Rab Jaane Maula Sab Jaane
Kya Hai Rab Jaane Maula Sab Jaane