Tu Aake Dekhle
King
4:30Tere aake yoon jaane se bechain hai fiza meri Ho, har nazar, har khabar pe rehti nigaah meri Ho, tujhe kaise ye bataayein, hamne kya-kya dekha Kaise logon se rishte the, kaise the mere karam Ham kahin kho na jaayein, ye dar hai rehta Tu haath thaam ke mera bas tod de bharam Soona sa ye jahaan Kaali raaton mein ham Tanha baithe yahaan Tujhse ek cheez maangte hain ham Tu jaana na, piya Mera tere bina koyi na yahaan Ye dil keh raha Tu jaana na, piya Chhoti si umr se sab hai dekha Ab jhela jaaye na Tu aaja Nahin lagda, nahin lagda Nahin lagda tere bin mera Nahin lagda, nahin lagda jiya Tu aaja Nahin lagda, nahin lagda Nahin lagda tere bin mera Nahin lagda, nahin lagda jiya Ho, jaan-e-jaan, ye hai meri zindagi (zindagi) Ke mujhe wo na mila jiski mujhe thi kami (thi kami) Par ab samajh aaya ye ke jeena mera hai tujhse hi Bas bol nahin paaye ham, par baatein kayi na chhup sakin Ab laage, soona sa ye jahaan Kaali raaton mein ham Tanha baithe yahaan Tujhse ek cheez maangte hain ham Tu jaana na, piya Mera tere bina koyi na yahaan Ye dil keh raha Tu jaana na, piya Chhoti si umr se sab hai dekha Ab jhela jaaye na Tu aaja Nahin lagda, nahin lagda Nahin lagda tere bin mera Nahin lagda, nahin lagda jiya Tu aaja Nahin lagda, nahin lagda Nahin lagda tere bin mera Nahin lagda, nahin lagda jiya Tu aaja Tu aaja (Aaja, piya, aaja, piya, aaja, piya) Tu aaja