Mausam Mastana Hai
Kishore Kumar, Lata Mangeshkar
6:22Dilruba, aa meri banhon mein aa Dilruba, aa meri banhon mein aa Banhon mein kya, in nigaahon mein kya Main tere dil mein, piya Dilruba, aa meri banhon mein aa Banhon mein kya, in nigaahon mein kya Main tere dil mein, piya Mausam ne jaadoo kiye Itanee kushi kis liye? Mausam ne jaadoo kiye Aaj shaam too mere paas hai Too paas hai phir bhee pyaas hai Is pyaas mein pyaar ka hai mazaa Tujko nahin ye pata Dilruba... Do din zamaanaa hai ye Hmm, achchha bahaana hai ye Do din zamaanaa hai ye Ye bahaar to chali jaaegee Chali jaaegee phir vaapas aaegee Ruk ke isi aanae-jaane mein hee Jeevan guzar jaaegaa Dilruba, aa meri banhon mein aa Banhon mein kya, in nigaahon mein kya Main tere dil mein, piya