Bichhuwa More Sajna Ka Pyar

Bichhuwa More Sajna Ka Pyar

Lata Mangeshkar, Suresh Wadkar, Anu Malik, And Hasrat Jaipuri

Альбом: Radha Ka Sangam
Длительность: 8:44
Год: 1991
Скачать MP3

Текст песни

Bichuwa More Sajna Ka Pyar
Sajna Ka Pyar, Sajna Ka Pyar
Dank Jo Maare Laage Katar
Bichuwa Mori Sajni Ka Pyar
Sajni Ka Pyar, Sajni Ka Pyar
Dank Jo Maare Laage Katar
Bichuwa More Sajna Ka Pyar
Sajna Ka Pyar

Rom Rom Pe Naam Likha Hai
Dekh Ja Aake Shyam Likha Hai
Rom Rom Pe Naam Likha Hai
Dekh Ja Aake Shyam Likha Hai
Karti Hu Main Intejar
Bichuwa More Sajna Ka Pyar
Sajna Ka Pyar, Sajna Ka Pyar
Dank Jo Maare Laage Katar
Bichuwa More Sajni Ka Pyar
Sajni Ka Pyar, Sajni Ka Pyar

Dil Patthar Ka Ro Ke Rahega
Radha Ka Sangam Ho Ke Rahega
Dil Patthar Ka Ro Ke Rahega
Radha Ka Sangam Ho Ke Rahega
Mujhko To Hai Aitbar Ho O
Bichuwa Mori Sajni Ka Pyar
Sajni Ka Pyar, Sajni Ka Pyar
Dank Jo Maare Laage Katar
Bichuwa More Sajna Ka Pyar
Sajna Ka Pyar, Sajna Ka Pyar

Ban Gayi Ankhiyan Ganga Jamuna
Mushkil Hai Asuan Ka Thamna
Ban Gayi Ankhiyan Ganga Jamuna
Mushkil Hai Asuan Ka Thamna
Gam Hai Mujhe Besumar Ho O
Bichuwa More Sajna Ka Pyar
Sajna Ka Pyar
Dank Jo Maare Laage Katar
Bichuwa Bichuwa
More Sajna Ka Pyar
Sajni Ka Pyar