Janaab-E-Aali (Movie: War 2)
Pritam
3:36Husn ki tere, yaara, duniya yeh deewani hai Jo hua mujhe, tujhse ishq wo roohani hai Ho, husn ki tere, yaara, duniya yeh deewani hai Jo hua mujhe, tujhse ishq wo roohani hai Adab se salaam kiya maine hath utha karke Palkein jhuka karke tu jawab de kabhi O meri zohra-jabeen, o meri zohra-jabeen Maine koi tujhsa haseen kabhi dekha hi nahi O meri zohra-jabeen, o meri zohra-jabeen Maine koi tujhsa haseen kabhi dekha hi nahi Tu meri zohra, zohra, zohra Mujhko kheeche tera aura Jaana, kaisa sa dala dora Zohra, zohra, zohra, jaan Teri aankhon ne bola "irshad" To main bhi hua phir start Inn baalkon ka ustaad Par tere aage karoon fariyaad Sun, zohra-jabeen, tujhsa haseen Tere liye likhoon shayari Tu jaadugari, tu hoorpari Bas mere liye bani Baby, jo teri adaayein, tujhpe qurban hua main Zara behke mere armaan, zara beimaan hua main Tere hothon ka tabassum mujhe deewana banaye Tere rukhsar ki rangat to mere hosh udaaye Aati jaati saanson mein teri hi ravaani hai Teri hi badaulat ab meri zindgaani hai Tere raaste mein yeh dil bichha ke rakha hai Tu kare ishara to de doon jaan abhi O meri zohra-jabeen, o meri zohra-jabeen Jahan se guzre hai tu kare salaam sabhi O meri zohra-jabeen, o meri zohra-jabeen Maine koi tujhsa hasin kabhi dekha hi nahi O meri zohra-jabeen, o meri zohra-jabeen Jahan se guzre hai tu kare salaam sabhi O meri zohra-jabeen, o meri zohra-jabeen (zohra, zohra, zohra, zohra, zohra, zohra, zohra) Maine koi tujhsa hasin kabhi dekha hi nahi (zohra, zohra, zohra, zohra, zohra, zohra, zohra) O meri zohra-jabeen, o meri zohra-jabeen (zohra, zohra, zohra, zohra, zohra, zohra, zohra) Maine koi tujhsa hasin kabhi dekha hi nahi (zohra, zohra, zohra, zohra, zohra, zohra, zohra) Zohra, zohra, zohra Mujhko kheeche tera aura Jaana, kaisa sa dala dora Zohra, zohra, zohra, jaan Zohra, zohra, zohra Mujhko kheeche tera aura Jaana, kaisa sa dala dora Zohra, zohra, zohra, jaan