Kitni Hasrat Hai Humein
Kumar Sanu
6:32Kitni chahat chhupaye baitha hoon Yeh na socho ke mujhko pyaar nahin Kitni chahat chhupaye baitha hoon Yeh na socho ke mujhko pyaar nahin Tum jo aaye ho meri duniya mein Ab kisi ka bhi intezaar nahin Saari duniya bhulaye baithi hoon Yeh na socho ke mujhko pyaar nahin Tum jo aaye ho meri duniya mein Ab kisi ka bhi intezaar nahin Kitni chahat chhupaye baitha hoon Yeh na socho ke mujhko pyaar nahin Shokh dhadkan ki jawaani tum ho Ab toh saanson ki ravaani tum ho Jo likhi hai mere khyaalon ne Khoobsurat woh kahaani tum ho Main bhi sapne sajaye baithi hoon Yeh na kehna ke beqaraar nahin Kitni chahat chhupaye baitha hoon Yeh na socho ke mujhko pyaar nahin Tum jo aaye ho meri duniya mein Ab kisi ka bhi intezaar nahin Kitni chahat chhupaye baitha hoon Yeh na socho ke mujhko pyaar nahin