Nasamajh
Aditya Rikhari
4:10Narazgi de bata, Tumhe humse kya thi hui Jo chhodke raaho me, Tum gaye Aab sochne mein yehi, Mera din chala jata hai Ke sath aab hum tere, Kyu nahi Jhute kehlayenge hum agar kahein, Ke tum yaad aate nahi Tune jann liya tha mujhko par, Kabhi baat ge jaani nai Ke ho gaye the Hum tere , Hum tere Ho gaye the, Hum tere, Hum tere Ho gaye the, Hum tere, Hum tere Ho gaye the, Humm Tere , Humm tere. Jhuthe buniyado pe, Tune banaya tha Jo tha ye rishta jana, Tera or mera Kal hei galiyon mein tere, Humne phirse rakhe the kadam Ye sochkar ki tu waha hume phirse dikhega Par jaanu na, Humse kaisi ho gai khata Ke dekhna nai chehra tera, Tu humse kahega Tujhe pukar bhi na hai sakte aab, Jo tu yaad aaye kabhi Tune jann liya tha mujhko phir, Kyu baat ye jaani nai.