Niyat-E-Shauq
Zeeshan Ali
4:12Saadgi to hamaari zara dekhiye Etibaar aapke waade par kar liya Saadgi to hamaari zara dekhiye Etibaar aapke waade par kar liya Saadgi to hamaari zara dekhiye Saadgi to hamaari zara dekhiye Etibaar aapke waade par kar liya Baat to sirf ik raat ki thi, magar Intizaar aapka umr-bhar kar liya Baat to sirf ik raat ki thi, magar Intizaar aapka umr-bhar kar liya Zikr ik bewafa aur sitamgar ka tha Zikr ik bewafa aur sitamgar ka tha Aapka aisi baaton se kya waasta Aapka aisi baaton se kya waasta Aap to bewafa aur sitamgar nahiin Aap to bewafa aur sitamgar nahiin Aap ne kis liye moonh udhar kar liya Saadgi to hamaari zara dekhiye Etibaar aapke waade par kar liya Zindagi ke safar mein bahut door-tak Zindagi ke safar mein bahut door-tak Jab koi dost aaya na humko nazar Jab koi dost aaya na humko nazar Humne ghabra ke tanhaaiyon se, Saba Humne ghabra ke tanhaaiyon se, Saba Ek dushman ko khud hum-safar kar liya Saadgi to hamaari zara dekhiye Saadgi to hamaari zara dekhiye Etibaar aapke waade par kar liya Baat to sirf ik raat ki thi, magar Intizaar aapka umr-bhar kar liya