Laapata
Amr8
3:22Kyon aaj kal Tu mujhko yun Tadpati hai Satati hai Ye bebasi Dede jawaab Kya haal tune mera kardia Teri aankhon mein na dikhta hai Pehle jaisa pyaar Mile hi hote naa hum jaana Behtar hi hota Mere liye teri yaadon mein Bachi hi nai jagah Tune kardiya paraya Ranjhna Fanaah Ye dil tujhpe hua Tune mujhe paraaya kardiya Ranjhna Fanaah Ye dil tujhpe hua Tune mujhe paraaya kardiya Khuda ne cheena tujhko Teri kadar rahi Ab aadha mera dil hai Aur aadhi sarzameen Suna raha mai dastaan Ye mere dard ki Raahein mai dekhun teri Na jaane kyon aaj bhi Baatein teri bilkul hogayi sahi It was never us it was always me Realise kiya maine kaafi zyada lately Fayda hi kya jab tu chali hi gayi Mai hoon naakameyaab Khudko badla hi nahi Tu kaafi thi nayaab Tabhi sambhla hi nahi Mai peeta nahi sharaab Tabhi yaadein hai dabi Tujhe bhi aani meri yaad Kabhi na kabhi Har safar mein khaali ghar mein Baithe baithe chub rahi hai teri kami Kudrat hi na chahta saath hamara Naajane kiski hai nazrein lagi Tu kar rahi hai move on Karke mujhe hurt I know I deserve this Par ye nahi mera worth Pyaar hi toh maanga Return mein mila dard Awargi mein beete mausam Bahar hua sard Khela maine khel meri qismat se Tujhe dekhne ko Abhi meri aankhein tarsein Naa tera hai pata ab paas mere Phir bhi nikla khaali haath Apne ghar se Ankhon ke aasun chupe Kaale megha barsein Dekhegi tu mujhe khada tere dar pe Bekaar ke khayaal chale mere sar pe Kya ise kehta jeena har roz marke Ranjhna Fanaah Ye dil tujhpe hua Tune mujhe paraaya kardiya Ranjhna Fanaah Ranjhna Fanaah