Kabhi Kabhi
Aur
3:32Kabhi chhupa dikhay khayalon mein mere Kabhi tu door hai sawalon se mere Main tujh ko bhool jaon kaise K chahoon pooray dil se K mar k b khatam na hongay silsilay kabhi O humsafar, mujhko tera pyar chahiye O humsafar, mujhko tera pyar chahiye Ham unki baahon mein hee dhair hogae hain Or woh shehar ja k ghair hogae hain Ab unko kon ja k phr ye ab btae Woh meri shayari ka sher hogae hain Kabhi—kabhi woh zakhmon ko chhupata hai mere Kabhi—kabhi woh dard b barhaata hai mere Ham un say door jaen kaise Nahi hum un k jaise Ab dar hai un k chhoonay se hee mar na jaon main O humsafar, mujhko tera pyar chahiye O humsafar, mujhko tera pyar chahiye Hain dooriyan bhalay, tu chaand hai mera Ye faasle barhana imtehan hai mera Ik shayari or doosra tu kaam hai mera Tujhe hee dekhta rahoon main shaam se subha To ruk jao na, sanbhal jao na In lamhon ko yaadon mein bhar jao na Saza jo b ho main seh lunga par Jo bichroge mujhse to mar jaunga Tu rakh yaqeen or thaam lay tu hath ko mere O khuwabon ki parri, tu pooray karday khawaab ko mere Main tujh ko kaise ye btaun K kitna tujhko chahoon Khatam b kardo, jaan—e—jaan, ye faasle kabhi O bekhabar, teri aik shaam chahiye O humsafar, sirf tera hee pyar chahiye