Sapno Mein
Badkrazy
3:03Tera yu jana Dil ko satana Mushkil lage ye Dil ko samjhana Aise lage ye Tumko batana Jaisa bhi hai ye Jhootha jatana Tere bina ye beeti shamein ye gujari na raatein Nashe mei doobe hai piyaa Kaisi naraziyan khamoshi teri Jalta hai mera ye jiyaa Milke batana Chodo zamana Sirhaane tere Humko sulana Aakhir mei ye jo Tumhko lage na Mai tere kaabil Hu ya nahi kya Tumko na chute hum piya Aise rutho na piya Meri aakho mei zara Aake dekho toh zara Ab muskurate hum nahi Dedi kaisi ye saza Hum tum chahe na rahe Kehna mera tha gunah Banda teri aakho mein Asar ye teri baaton ka Aisi koi na kasar Banke jaana na hawa Mujhko kya hi hai pata Dil ko dedi kyu saza Kaisa ban gya hu mai Aake dekho toh jara Kaisa ban gya hua mai Aake dekho to zara Kaisa ban gya hu mai Dede thodi to raza