Ily
Ulti Zindagi & Vanshika
2:57saath gum ye chal pade tere mere beech faasle ye badh gye tute khawab jo mere Jaana dono ke hi raaste badal gye raatein bhi guzar gyi aakhein jo khuli na mere paas tum rahe Vo pal bhi yaad hai mujhe pehli baar thaame hath me ye haath hum chale Chaand bhi nhi sitaaron ki inn chhaon mein Socha tha nhi ke itna tum sataaoge peche mud ke dekhlo mai hun khada vahin Intezaar hai ke laut ke tum aaoge tum aaoge, kabhi to pyaar ye jataoge wafa ki bewafai, mujhko bhi sunaoge the milne aaye meri jaan ye laga mujhe Gale laga ke mujhko dooriyan mitaoge Khoya sa hu, tere bin mai jaana khoya sa hu Aaya na tu hua aisa kyu ye aaya na tu Khoya sa hu, tere bin mai jaana khoya sa hu Aaya na tu hua aisa kyu ye aaya na tu saath gum ye chal pade tere mere beech faasle ye badh gye tute khawab jo mere Jaana dono ke hi raaste badal gye raatein bhi guzar gyi aakhein jo khuli na mere paas tum rahe Vo pal bhi yaad hai mujhe pehli baar thaame hath me ye haath hum chale Kehti wo khush hai gum ab usko na sataye Phir kyu na chehkti geet pehle sa na gaaye Gum hai dabaye shayad usko darr hai khaye Ki koi juthe dikhavo se nazdikiyaan badhaye Ab shaant wo rahti hai aansu hai chipaye Khudki khataon mein karam dharam banaye Dhunde wo koi upaye jinse ye faasle mitaye Sab chod chad k jaake wo usse hai milna chahe Jaane ye namumkin phir bhi wo khudko dilase deti hai Jeeven ek dhara hai jiski wo dhara k sang behti hai Kala hai bakshi jinko wo gum bataye gaano mein Sunne wo uske geet or unko hi gaati rehti hai Aankhein hai numb phir bhi wo sab kuch sehti hai Sard silvaton ki subakti siskiyon mein wo simti bathi hai Lge na Mann kahi chupi wo sabse Dekhe bas taare Orr khudse hi kahti hai ki Ye faasle ye dooriyan ye raaste majbooriyan Inn rahon mein hai kho gaye ab na jane hum kha Ye faasle ye dooriyan ye raaste majbooriyan Mein Jeeti hu jiske liye wo hua na kyu mera saath gum ye chal pade tere mere beech faasle ye badh gye tute khawab jo mere Jaana dono ke hi raaste badal gye raatein bhi guzar gyi aakhein jo khuli na mere paas tum rahe Vo pal bhi yaad hai mujhe pehli baar thaame hath me ye haath hum chale