Nahin Milta
Bayaan
4:46Tu sabr hai, abr hai Karam ki tarah barasta hua Tu sabr hai, abr hai Karam ki tarah barasta hua Chal yaad ki aaghosh mein Ghamon ko chhupa ke hansta hua Ab wafa fanaa, haya fanaa Sach hai aur ye Saara shahar apni raahaton ki dhun mein bekhabar Hai, magar ab bhi aksar Panchhi hawaaon mein zindagi ke naghme bunte hain Farda, o farda, kya sochta hai? Haal-e-adam se kyun bad-gumaan hai? Qatra-qatra zindagi hai Baarish mein bheega tera jahaan hai Kyun noor se door hai? Kyunki chhup ke bhanwar mein gum hai kahin? Kyun dil mein jo alfaaz hain Suron pe saja ke kahte nahin? Tareekiyon mein jo dooba hai ghar Subh ki lau bhi jalegi magar Ki ab wafa fanaa, haya fanaa Sach hai aur ye Saara shahar apni raahaton ki dhun mein bekhabar Hai magar ab bhi aksar Panchhi hawaaon mein zindagi ke naghme bunte hain Farda, o farda, kya sochta hai? Haal-e-adam se kyun bad gumaan hai? Qatra-qatra zindagi hai Baarish mein bheega tera jahaan hai Farda, o farda, kya sochta hai? Haal-e-adam se kyun bad gumaan hai? Qatra-qatra zindagi hai Baarish mein bheega tera jahaan hai Tera jahaan hai Tera jahaan hai Tera jahaan hai