Aar Nanak Paar Nanak
Diljit Dosanjh
4:39Tere maane ek taraf Tere niraash ek taraf Tere maane ek taraf Tere niraash ek taraf Saari duniya dekhi hai Par Kailash ek taraf Mahadev, Bhole Shankara Mahadev, Bhole Mahadev, Bhole Shankara Mahadev, Bhole Oh, na-na, yoon na sataaiye mujhko Main mushkil mein hoon, bachaaiye mujhko Oh, na-na, yoon na sataaiye mujhko Main mushkil mein hoon, bachaaiye mujhko Oh, tere bina nahin koyi mera, oh, Shivaay, oh, Shiva Tu hi sooraj, tu hi andhera, oh, Shiva Mahadev, Bhole Shankara Mahadev, Bhole (oh, Yogi) Mahadev, Bhole Shankara Mahadev, Bhole Koyi toh raasta dikhaaiye mujhko Haath pakad ke samjhaaiye mujhko Oh, tere bina nahin koyi mera, oh, Shivaay, oh, Shiva Tu hi sooraj, tu hi andhera, oh, Shiva Mahadev, Bhole Shankara Mahadev, Bhole (oh, Yogi) Mahadev, Bhole Shankara Mahadev, Bhole Oh, tujhko poojte hain, tera jap karte hain Oh, tujhpe marte they, tujhpe marte hain Oh, tujhe pyar kare bathera, oh, Shivaay, oh, Shiva Tu hi sooraj, tu hi andhera, oh, Shiva Mahadev, Bhole Shankara Mahadev, Bhole (oh, Yogi) Mahadev, Bhole Shankara Mahadev, Bhole (Shivaay) (Shivaay) (Shivaay) (Shivaay) Chaand jataaon mein, khushboo hawaaon mein Chaand jataaon mein, khushboo hawaaon mein Gaaon mera dukh mein hai Aaja mere gaaon mein Tu chaahe toh dariya doobe Dariya doobe naav mein Tu hi rassi daal, Shiva, kaal ke paaon mein Chhaanv mein, dhoop mein, har ek roop mein Tu saare pitaaon, tu saari maaon mein Oh, kab aaoge, bataaiye mujhko? Haaye, apni god mein sulaaiye mujhko Oh, tere bina nahin koyi mera, oh, Shivaay, oh, Shiva Tu hi sooraj, tu hi andhera, oh, Shiva Mahadev, Bhole Shankara Mahadev, Bhole (oh, Yogi) Mahadev, Bhole Shankara Mahadev, Bhole Mahadev, Bhole Mahadev, Bhole Yeh jungle bhi tum hi, Shiva Yeh jharna bhi tum hi, Shiva Jeena bhi tum hi, Shiva Yeh marna bhi tum hi, Shiva Tum hi toh ho, jo bhi ho, Shiva Tum hi jahaan ho, Shiva Tum hi toh ho pita mere Tum hi toh meri maa ho, Shiva