Ajnabi
Fanindra Bhardwaj
3:07han kya hai galat aur kya hi sahi han tu hi badal gyi ya main vo nhin maine tere baare me jo bhi baatain hain suni lagti hain kyun vo hain sari ansuni Me jo puchna to bata kyu tu hi badal gyi teri sari bate mujhe kyun lagti nyi han tu ye bata kya galt kya shi Kyu tere liye mene sabki batein hain sahi . de bata tu mujhe kyun hai badal gyi ya tu ab abhi vahi tune kaha tere sath din raat rahungi na mai shy rahungi na main by kahungi ab jo dhundu tu tujhe tu hai mere saath mein nahin mere pas mein aas paas bhi nhin ab khas bhi han talash bhi ahsaas bhi nhin Tu thi sath to thi saans warna saans bhi nhin Sab tha tera jo bhi mera main tha tera tu tha mera tha hasin vo sawera so ke uhte the subah teri bahon ka tha ghera fir kyun mu tune tha fera karke din mein tu andhera jabse gyi tu yun chhodke main ho gya adhura jo na aayi tu dobara main na ho paunga poora hai Sahi ya galt han jo bhi hai batde hai kaha tu abhi tere ghar ka pata de kyun hai rutha mujhse meri tu khata to bata de jo hai saza mujhe deni khud aake tu saza de jo hun bewafa main yaar to ek wajah batade .