Tum Jo Aaye
Rahat Fateh Ali Khan
4:47Yeh jo halka-halka suroor hai Yeh teri nazar ka qusoor hai Ke sharaab peena sikha diya Ke sharaab peena sikha diya Yeh jo halka-halka suroor hai Yeh teri nazar ka qusoor hai Ke sharaab peena sikha diya Ke sharaab peena sikha diya Tere pyaar ne, teri chaah ne Teri behki-behki nigaah ne Mujhe ek sharaabi bana diya Ke sharaab peena sikha diya Sharaab kaisi, khumaar kaisa Yeh sab tumhari nawazishein hain Pilaayi hai kis nazar se tune Ke mujhko apni khabar nahin hai Tere pyaar ne, teri chaah ne Teri behki-behki nigaah ne Mujhe ek sharaabi bana diya Ke sharaab peena sikha diya Tera pyaar hai meri zindagi Tera pyaar hai meri zindagi Bas meri zindagi tera pyaar Bas meri zindagi tera pyaar hai Mere baad kis ko sataoge? (Mere baad kis ko sataoge?) Mujhe kis tarah se mitaoge? (Mujhe kis tarah se mitaoge?) Mujhko toh barbaad kiya hai Aur kise barbaad karoge? Ro-ro ke fariyaad karoge Aur kise barbaad karoge? Teri yeh ada, yeh berukhi Keh rahi hai humse ke aur pee Kyun sharaab peena sikha diya? Mujhe ek sharaabi bana diya (Mast, mast, mast, saara jahaan mast) (Mast, mast, mast, poori kaainaat mast) (Mast seher, mast shaam, mast raat, mast) (Mast, mast, mast, poori kaainaat mast) (Mast, mast, mast, saara jahaan mast) (Mast, mast, mast, poori kaainaat mast) (Mast seher, mast shaam, mast raat, mast) (Mast, mast, mast, poori kaainaat mast)