Labon Ko
K.K.
5:42Dil ibaadat kar raha hai, dhadkanein meri sun Tujh ko main kar loon haasil, lagi hai yahi dhun Zindagi ki shaakh se loon kuch haseen pal main chun Tujh ko main kar loon haasil, lagi hai yahi dhun Dil ibaadat kar raha hai, dhadkanein meri sun Tujh ko main kar loon haasil, lagi hai yahi dhun Zindagi ki shaakh se loon kuch haseen pal main chun Tujh ko main kar loon haasil, lagi hai yahi dhun Jo bhi jitne pal jiyoon, unhein tere sang jiyoon Jo bhi kal ho ab mera, usey tere sang jiyoon Jo bhi saansein main bharoon, unhein tere sang bharoon Chahe jo ho raasta, usey tere sang chaloon Dil ibaadat kar raha hai, dhadkanein meri sun Tujh ko main kar loon haasil, lagi hai yahi dhun Mujh ko de tu mit jaane, ab khud se dil mil jaane Kyun hai yeh itna faasla? Lamhe yeh phir na aane, inko tu na de jaane Tu mujh pe khud ko de luta Tujhe tujh se tod loon, kahin khud se jod loon Mere jism-o-jaan mein aa, teri khushboo odh loon Jo bhi saansein main bharoon, unhein tere sang bharoon Chahe jo ho raasta, usey tere sang chaloon Dil ibaadat kar raha hai, dhadkanein meri sun Tujh ko main kar loon haasil, lagi hai yahi dhun Baahon mein de bas jaane, seene mein de chhup jaane Tujh bin main jaaun toh kahaan? Tujh se hai mujh ko paane yaadon ke woh nazraane Ek jin pe haq ho bas mera Teri yaadon mein rahoon, tere khwabon mein jagoon Mujhe dhoondhe jab koi, teri aankhon mein miloon Jo bhi saansein main bharoon, unhein tere sang bharoon Chahe jo ho raasta, usey tere sang chaloon Dil ibaadat kar raha hai, dhadkanein meri sun Tujh ko main kar loon haasil, lagi hai yahi dhun