Teri Jhuki Nazar (Film Version)
Shafqat Amanat Ali
4:39Ye mere dil ka jaana Ek aakhiri faisla hai Ab saath hoga na tera Ye dard ki intiha hai Tha pyaar tera toh jhootha Sachcha magar ye Khuda hai Tanhaiyon mein hoon roya Tab jaake mujhko mila hai Duniya ke rishton mein toh Ye hota hi raha hai Laila aur Majnu bhi toh Ek-doosre se juda hain Tanhaai ka ashk mitayein yahan Barbadiyan bhi sabko jaane mili hain kahan Tere bina hum jee lenge Phir kyun rahein koi gile? Tere bina hum seh lenge Woh zakhm jo tujhse mile Haan, haan, haan Hai rut nayi, mausam naya Is daur mein kaisi wafa? Bhar jaayegi teri kami Mil jaayega ab kuch naya Haan, khush hain ab hum toh Tujhse kahan hum khafa hain Tune chuna hai woh rasta Tere liye jo bana hai Ehsaan tera main maanun Tanha mujhe jo kiya hai Jo pyaar tera hai khoya Lagta hai khud se mila main Kisko mila sang umr-bhar ka yahan? Wohi rulaaye, dil chaahe jisko sada Tere bina hum jee lenge Phir kyun rahein koi gile? Tere bina hum seh lenge Woh zakhm jo tujhse mile Tere bina hum jee lenge Phir kyun rahein koi gile? Tere bina hum seh lenge Woh zakhm jo tujhse mile Tere bina hum jee lenge (Phir kyun rahein...) (Tere bina hum seh lenge)