Kaisa Mai
Arpit Bala
2:53Aankhein hui band, raatein Kaatein bin kat ti hai phir meri (meri) Haan hote kamre band toh Mann se main karta baate teri (teri) Hun na main nahi main, tere liye kaabil Bhula main nahi tha, tujhse waaqif Hun na main nahi main, tere liye kaabil Bhula main nahi tha, tujhse waaqif Ab toh, baadlon se karta Main teri shikayat, na bahe Aansu toh, main kho jaun Barsaat mein, main jaanu (main jaanu) Main kho gaya (main kho gaya) Main tere liye (main tere liye) Haan kho gaya (kho gaya) Na meri kitaabon mein tujhe likhun Phir apni unn aankhon se tujhe padhun Haan sota main tabhi jab tumhe lun yaad kar Karein yaadon mein tumhi se baat karun Toh main karta bayaan Tumko dhund rha hun Tumhe khud se bhi zyaada Tumko dhund rha hun Toh main karta bayaan Tumko dhund rha hun Tumhe khud se bhi zyaada Dhund rha hun Kaisa main Kaisa main Kaisa Kaisa sa ab main Ab ho sa gaya hun