Jo Tere Sang
Jeet Gannguli
5:07Gunaah kiya, dil maine yaar ka tod ke Gunaah kiya, use ek din tanha chhod ke Gunaah kiya, dil maine yaar ka tod ke Gunaah kiya, use ek din tanha chhod ke Tu mil na paaye, hum jee na paayein Kahin mar na jaayein, kaisi hai, kaisi hai bebasi? Dil phir se chaahe teri hi panaahein Kahin mar na jaayein, zindagi Gunaah kiya, dil maine yaar ka tod ke Aankhein hain nam (nam), dhadkan maddham (maddham) Ab maan ja roothe, sanam (sanam) Saansein chubhan, toota sa mann Aur na sata, oh, jaan-e-mann (oh, jaan-e-mann) Tu mil na paaye, hum jee na paayein Kahin mar na jaayein, kaisi hai, kaisi hai bebasi? Dil phir se chaahe teri hi panaahein Kahin mar na jaayein, zindagi Gunaah kiya, dil maine yaar ka tod ke Mera har pal ab toh bojhal Veeraan sa dil ye har lam Lakhon hain gham, tanha hain hum Kaise sahein itna sitam? (Itna sitam) Tu mil na paaye, hum jee na paayein Kahin mar na jaayein, kaisi hai, kaisi hai bebasi? Dil phir se chaahe teri hi panaahein Kahin mar na jaayein, zindagi Gunaah kiya, dil maine yaar ka tod ke Gunaah kiya, use ek din tanha chhod ke Gunaah kiya Gunaah kiya