Aise Kyun (Ghazal Version)
Rekha Bhardwaj, Anurag Saikia, Raj Shekhar, And Mismatched - Cast
5:30Jaanaan, tumko jaana ho toh mat aana, haan Ho, jaanaan, tumko jaana ho toh mat aana Humko aur rulana ho toh mat aana Jaanaan... Oh, jaanaan, tumko jaana ho toh mat aana Haan, humko aur rulana ho toh mat aana Jaanaan... Ho, jaanaan... Aane waale ho toh ek guzarish hai Aane waale ho toh ek guzarish hai Jaldi wapas jaana ho toh mat aana Haan, humko aur rulana ho toh mat aana Jaanaan... Aana shab-bhar rehna ho jo khwaabon mein, haan Aana shab-bhar rehna ho jo khwaabon mein Kachche neend jagana ho toh mat aana Humko aur rulana ho toh mat aana Jaanaan... Ho, jaanaan... Oh, jaanaan...